Followers

Friday, July 16, 2021

Viratrupa Vishvarupa


pragate ho virat swaroop dhare, shri krishna hare govind hare(2)
shri krishna hare govind hare,shri krishna hare govind hare..
shri krishna hare govind hare,shri krishna hare govind hare..


keshav namah(2),madhav namah(2)
shri krishn govind hare murare,sugun barnana-tit tumhare

virat-swaroop tribhuban raya,tumhari jay jay tribhuban raya
dhanya he yah virat-tama roop(2)
jis me brahmanda virat samaya,tumhari jay jay tribhuban raya
virat swaroop tribhuban raya...

ye shri charan ye sadhugan sangya jinhe bhav taar ki


tino bhavan maange sharan,shri yukt viswadhar ki


aganit bhujaye vyast he rachna me nav sansaar ki
sansaar ka paalan kare leela rache sanhaar ki


ye dibyayudh yukt bhujae .dand-udanda inhise paya
jagat pratipal bane mahakaal(2)
dharm par jab jab sankat aaya
virat swaroop tribhuba raya
tumhare jay jay tribhuban raya

jaya brihdaaakaar shugandharanam,sarbarsajit dibya bharanam
nahi aadi madhya abashaan prabho
apne upama tum aap bhivo
sarbatra shrist sab kora mukham
sarveswar sarvashcharya mayam
diya jise dibya dhristi ka daan(2)
dibya darshan hi usi ne paaya
virat swaroop tribhuba raya
tumhare jay jay tribhuban raya

netra anek anek mukh,udara aneka vishaal
agni mukho me prajyolit dadhe he vikraal
ek ek kar dust duraachaari vishan mukhmahi pravesh kare
mukh me jaltinhe jwalaye indhan sama unko sesha kare
durjan-parijaan atmiya swajan sab prana gabate dhikte he
he mahakal he maha pralaya sab tumhe samaye dhikte he(2)



aditya barah rudra gyarah asta vashu ke shtan tum
gandharvti pati yakhnagpati sab ka rakhte dhan tum


karma anusaar sugati kugati karte ho naat pradan tum


kalyaan ka vardaan tum,nirvaan tum bhagwaan tum


dekhi virat swaroop tumhaara
trijag bhayakul he bhaya haara
bichalit meru dishayein kampit
trahi trahi swar shrishti me gunjit
charachar maahi koi shtir nahi(2)
dharyapantho ne bhi dharya gavaya
virat swaroop tribhuba raya
tumhare jay jay tribhuban raya




Shivji ki samaadhi me Swami, bindu bane musakaate ho;
Brahmaa ke maanas me baskar nutan srishti karaate ho;


Jeevon ke udgam ban kar, jeevan ki dhaar bahaate ho;
Phir unko nij me sahej kar, tumhi/unhe viraam lagaate ho;
Lete ho vistaar to phir seemaao me nahi aate ho;
Simto to nij bhaktjano ke antar me bas jaate ho;



Lakshmi kaantam namo namah, --- namo namah;
Radha naagar namo namah, prem ke saagar namo namah;
Dashaavataari namo namah, Jagupakaari namo namah;
He Purushottam namo namah, He Chidaanandan/Sachchidaanandan namo namah;


Karta-Karm-Karamphal daataa, sab samarath sampoorna vidhaataa;
Mai saamarthyavaan nahi aisa, jo varanu tumko tum jaisa;
Krishna Hare Govinda Hare,
Agamya apaar, saar ke saar
Agamya apaar, saar ke saar, aap hi jaano aapki maayaa;
Viraat swaroop tribhuvan raayaa, tumhaari jay jay tribhuvan raayaa

Prabhu ham mrityulok ke praani, nirbal yaachak aur agyaani;
Krishna Hare Govinda Hare, Mohan Maadhav Krishna Hare;
Ho o o o o...

Mann me prem ke deep jalaa do, dwesh mitaa do, bair mitaa do;
Krishna Hare Govinda Hare, Mohan Maadhav Krishna Hare;
Ho o o o o...


Shri charno me sthaan hame do, bhakti ka vardaan hame do;
Krishna Hare Govinda Hare, Mohan Maadhav Krishna Hare;
Ho o o o o...


Bani rahe tumhri thakuraai, chaakar raakho do sevkaai;
Krishna Hare Govinda Hare, Mohan Maadhav Krishna Hare;
Ho o o o o...


Seva ka phal bas yahi maange, janam janam tum pad anuraage;
Krishna Hare Govinda Hare, Mohan Maadhav Krishna Hare;

Krishna Hare Govinda Hare, Mohan Maadhav Krishna Hare;
Krishna Hare Govinda Hare, Mohan Maadhav Krishna Hare;
Krishna Hare Govinda Hare, Mohan Maadhav Krishna Hare;
Krishna Hare Govinda Hare, Mohan Maadhav Krishna Hare;


Hare Krishna Hare Krishna Krishna Krishna Hare Hare (6)...





 Both, Virat rupa and Vishwa rupa are same.

However, there is subtle difference between them !
Both are same forms; but, one is full and other is partial.
Vishwaroopa is complete universal form of Lord Krishna.
It contains everything ,past, present and future.
Viratroopa however was partial manifestation
of complete Vishwaroopa.
1
The Viraat roop form is taken when Krishna goes to Hastinapur
to negotiate terms with Dhritarashtra and Duryodhan refuses to give any land to the Pandavas. He orders his guards to capture Krishna, and Krishna reveals what is known as his Viraat roop which supposedly the people of the court were unable to behold, except Vidur and Bheeshma (and in some versions, Dhritarashtra himself).
2
Krishna took the Vishwaroop form in the Bhagavad Gita,
revealing his immortal, all-encompassing self to Arjun.
The form is described in great detail by the narrator Sanjay. Eventually Arjun is filled with great awe and wonder and
asks Krishna to take his human form again.

Labels